Sunday, July 27, 2014

sad sms


Mehfil jb lgi thi yaaro ki....
Mujko bhi bulawa aaya tha....
Kaise na jate hum....?
Kasmein dekar unki jo bulwaya tha....
Jb kehne ko kuch kaha gya....
To khyal unka hi aaya tha....
Fir aksar2 jod kr maine....
Dil ka dard sunaya tha....
Tab aansu uski yaado k....
Na krte2 nikal gye....
Jo smjhe wo khamosh rahe....
Baaki wah-wah krte nikal gye...

No comments:

Post a Comment